All images used in this blog are licensed under the Creative Commons Zero (CC0) license. Get more information about Creative Commons images and the license on the official license page.

Kyun Rabba | Badla | Guitar Chords |Strumming Pattern


Kyun Rabba | Badla | Guitar Chords |Strumming Pattern | Guitar Chord & Tabs

Kyun Rabba  Guitar Chords & Strumming Pattern  from movie Badla is sung by Armaan Malik and composed Amaal Mallik with lyrics written by Kumaar. The song Kyun Rabba is from Sujoy Ghosh’s feature film starring Amitabh Bachchan and Taapsee Pannu.

Song: Kyun Rabba
Movie: Badla 
Singer: Armaan Malik
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Kumaar
Music Labels: Zee Music Company

Strumming Pattern: D UUD or D D UUDUD  DU
Kyun Rabba (Badla) Guitar Chords Progression

(Em7) (C) (Am) (Em)
(Em7) (C) (Am) (Em)

(Em)Dil haste haste ro (Bm)pada
(Am)Dard aanshoowo mein hai (Bm)bada

(Em)Dil haste haste ro (Bm)pada
(Am)Dard aanshoowo mein hai (Bm)bada

Tooti (Em)sabse yaari
Main to (Bm)zindagi se hari
Gayi (Am)saanson ko dukha ke
Kahan pe ye ha(Bm)wa

Kyun rabba ish (Em)kadar todya vey
Ke ek tuk(C)da na chodeya(D)
Dhadakne ke (Em)liye dhadkano mein
Kuch na (C)bacha (D)

Kyun rabba ish (Em)kadar todya vey
Ke ek tuk(C)da na chodeya(D)
Dhadakne ke (Em)liye dhadkano mein
Kuch na (C)bacha (D)

(Em) (C) (D) (Em) (C) (D)

Todeya (Em) Ve (C)
Todeya (C) Ve (D)
Dhadkano (Am) ne (Bm)
Todeya (C) Ve (D)

(Em)Khud ka wajud kho gaya
(C)Saya bhi paraya ho gaya
(Am)Dekha hai tujh ko kahin pe
(Em)Bole mera aina

(Em)Khud ka wajud kho gaya
(C)Saya bhi paraya ho gaya
(Am)Dekha hai tujh ko kahin pe
(Bm)Bole mera aina

(Em)Khudko na pehchanu
Pata (Bm)n khud ka na jaanu
Jaaun ab (Am)main kaha pe
Dikhena raa(Bm)sta

(Chorus)

Kyun rabba ish (Em)kadar todya vey
Ke ek tuk(C)da na chodeya(D)
Dhadakne ke (Em)liye dhadkano mein
Kuch na (C)bacha (D)

Kyun rabba ish (Em)kadar todya vey
Ke ek tuk(C)da na chodeya(D)
Dhadakne ke (Em)liye dhadkano mein
Kuch na (C)bacha (D)

(Em) (C) (Am) (Bm)
(Em) (C) (G) (Bm)

(Em)Dil ka naseeb tha bura
Jo (C)socha tha wo na hua
(Am)Door se jo laga samandar
(Bm)Tha wo manzar ret ka

(Em)Dil ka naseeb tha bura
Jo (C)socha tha wo na hua
(Am)Door se jo laga samandar
(Bm)Tha wo manzar ret ka

Dhoka (Em)de gayi taqdeerein
Jhooti (Bm)nikli lakeerein
Karoon (Am)kispe yakeen samjh mein aye(Bm)na

Kyun rabba ish (Em)kadar todya vey
Ke ek tuk(C)da na chodeya(D)
Dhadakne ke (Em)liye dhadkano mein
Kuch na (C)bacha (D)




Kyun rabba ish (Em)kadar todya vey
Ke ek tuk(C)da na chodeya(D)
Dhadakne ke (Em)liye dhadkano mein
Kuch na (C)bacha (D)


Lyrics

Dil hanste hanste ro pada
Dard aansuon mein hai badha
Dil hanste hanste ro pada
Dard aansuon mein hai badha
Tooti sabse yaari
Main toh zindagi se haari
Gayi saanson ko dukha ke kahan pe ye hawa
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Todeya ve
Todeya ve
Dhadkano ne
Todeya ve
Khud ka wajood kho gaya
Saaya bhi paraya ho gaya
Dekha hai tujhko kahin pe
Bole mera aaina
Khud ka wajood kho gaya
Saaya bhi paraya ho gaya
Dekha hai tujhko kahin pe
Bole mera aaina
Khudko na pehchaanu
Pata khud ka na jaanu
Jaaun main kahan pe
Dikhe na raasta
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Dil ka naseeb tha bura
Jo socha tha woh na hua
Door se jo laga samandar
Tha woh manzar ret ka
Dil ka naseeb tha bura
Jo socha tha woh na hua
Door se jo laga samandar
Tha woh manzar ret ka
Dhokha de gayi taqdeerein
Jhoothi nikli laqeerein
Karun kispe yaqeen samajh mein aaye na
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Kyun Rabba | Badla | Guitar Chords |Strumming Pattern Kyun Rabba | Badla | Guitar Chords |Strumming Pattern Reviewed by Admin on February 25, 2019 Rating: 5


No comments:

Powered by Blogger.