Teri Mitti Guitar Chords and Strumming Pattern from Kesari starring Akshay Kumar, is Arko’s beautiful composition is soulfully sung by Punjabi ace music director B Praak. The lyrics of the patriotic song are penned down by Manoj Muntashir.
Song: Teri Mitti
Movie: Kesari
Singer: B Praak
Music: Arko
Lyrics: Manoj Muntashir
Music Label: Zee Music Company
Strumming Pattern: D UUD
Teri Mitti (Kesari) Guitar Chords and Strumming Pattern
(D#)
(D#)Talwaron pe sar vaar diye
(D#)Angaron mein jism jalaya hai
(D#)Tab jaake ke kahin humne sar pe
(D#)Yeh kesari rang sajaya hai
(D#)Ae meri zameen afsos nahi
Jo (Cm)tere liye sau dard sahe
Meh(G#)fooz rahe teri aan sada
Chahe (D#)jaan meri yeh rahe na rahe
(D#)
Ae (D#)meri zameen mehboob meri
Meri (Cm)nas nas mein tera ishq bahe
Fe(G#)eka na pade kabhi rang tera
(D#)Jismon se nikal ke khoon kahe
(D#) (Cm) (G#) (A#sus4) (A#)
Teri(D#) mitti mein mil jawaan
Gull(Cm) banke main khil jawaan
Itni(G#) si hai dil ki (D#)aarzu
Teri(D#) nadiyon mein beh jawaan
Teri(Cm) kheton mein lehrawaan
Itni (G#)si hai dil ki (D#)aarzu
(G#) (Fm) (G#) (A#)
(D#)Sarson se bhare khalihan mere
(D#)Jahaan jhoom ke bhagda paa na saka
(D#)Aabad rahe woh gaanv mera
(D#)Jahaan laut ke wapas ja na saka
(D#)Ho watna ve, mere watna ve
Tera (Cm)mera pyar nirala tha
Kurban (G#)hua teri asmat pe
Main (D#)kitna naseebon wala tha
(D#) (Cm) (G#) (D#)
Teri(D#) mitti mein mil jawaan
Gull(Cm) banke main khil jawaan
Itni(G#) si hai dil ki (D#)aarzu
Teri(D#) nadiyon mein beh jawaan
Teri(Cm) kheton mein lehrawaan
Itni (G#)si hai dil ki (D#)aarzu
(D#)
(D#)Ho Heer meri tu hasti rahe
Teri (Cm)ankh ghadi bhar nam na ho
Main (G#)marta tha jis mukhde pe
Kabhi (D#)uska ujala kam na ho
(D#)Ho maayi meri kya fikar tujhe
Kyun (Cm)ankh se dariya behta hai
Tu kehti(G#) thi tera chaand hoon main
Aur(D#) chand hamesha rehta hai
Teri(D#) mitti mein mil jawaan
Gull(Cm) banke main khil jawaan
Itni(G#) si hai dil ki (D#)aarzu
Teri(D#) nadiyon mein beh jawaan
Teri(Cm) kheton mein lehrawaan
Itni (G#)si hai dil ki (D#)aarzu
Lyrics
Talvaron pe sar vaar diyeAngaaron mein jism jalaya hai
Tab jaake ke kahin humne sar pe
Yeh kesari rang sajaaya hai
Aye meri zameen afsoss nahi
Jo tere liye sau dard sahe
Mehfooz rahe teri aan sada
Chaahe jaan meri yeh rahe na rahe
Aye meri zameen mehboob meri
Meri nass nass mein tera ishq bahe
Pheeka na pade kabhi rang tera
Jismon se nikal ke khoon kahe
Teri mitti mein mill jawaan
Gul banke main khill jawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Wo
Sarson se bhare khalihaan mere
Jahaan jhoom ke bhagra paa na saka
Aabad rahe woh gaaon mera
Jahaan laut ke wapas jaa na saka
Ho watna ve, mere watna ve
Tera mera pyar nirala tha
Kurbaan hua teri asmat pe
Main kitna naseebon wala tha
Teri mitti mein mill jawaan
Gul banke main khill jawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
O Heer meri tu hansti rahe
Teri aankh ghadi bhar nam na ho
Main marta tha jis mukhde pe
Kabhi uska ujaala kam na ho
O maai meri kya fiqr tujhe
Kyun aankh se dariya behta hai
Tu kehti thi tera chaand hoon main
Aur chaand hamesha rehta hai
Teri mitti mein mill jawaan
Gul banke main khill jawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Teri Mitti | Kesari | Guitar Chords | Strumming Pattern
Reviewed by Admin
on
March 26, 2019
Rating:
No comments: