All images used in this blog are licensed under the Creative Commons Zero (CC0) license. Get more information about Creative Commons images and the license on the official license page.

Safar | Jab Harry Met Sejal | Guitar Chords | Strumming Pattern

Safar | Jab Harry Met Sejal | Guitar Chords | Strumming Pattern

Safar Guitar Chords & Strumming Pattern from Jab Harry Met Sejal feat Shah Rukh Khan is a beautiful song sung by Arijit Singh. Its music is composed by Pritam and lyrics are penned by Irshad Kamil.

Song: Safar
Movie: Jab Harry Met Sejal
Singer: Arijit Singh, Pritam
Music: Pritam
Lyrics: Irshad Kamil

Strumming Pattern: DDU UDU
Safar Guitar Chords & Strumming Pattern Progression:

(Am) (F) (F#dim) (Am) (F
(F#dim) (Am) (F) (F#dim)
(Am) (F) (F#dim)
(Am) (F) (F#dim) (Am) (F

(F#dim) (Am) (F) (F#dim
(Am) (F) (F#dim)

Ab na (Am)mujhko yaad beeta
Main toh (F)lamhon mein (F#dim)jeeta
(Am)Chala ja raha hoon
Main kah(F)aan pe ja raha (F#dim) hoon
(Am)Kahaan hoon(F)? (F#dim)

Iss yaqeen se main yahan(Am) hoon(F) (F#dim)
Ki (Am)zamana yeh bhala hai
Aur jo (F)raah mein mila (F#dim)hai
Thodi (Am)door jo chala hai
Woh bhi (F)aadmi bhala (F#dim)tha
Pata (Am) tha (F)


(F#dim)Zara bas kha(Am)fa (F)tha (F#dim)
Woh (F)bhatka sa raahi mere (C)gaanv ka hi
Woh (G)rasta puraana (D)jisey yaad aana
Za(F)roori tha lekin jo (C)roya mere bin
Wo (G)ek mera (D)ghar tha
(F)Puraana sa (C)darr tha
(G)Magar ab na main apne (D)ghar ka (F)raha (C)
(G)Safar ka hi tha main safar ka (F)raha (C) (G) (D)

(F)Idhar ka hi hoon na (C)udhar ka raha
(G)Safar ka hi tha main (D)safar ka raha
(F)Idhar ka hi hoon na (C)udhar ka raha
(G)Safar ka hi tha main (D)safar ka raha

Main (F)raha..  o (C) o
Main (G)raha..  wo(D) o
Main (F)raha. (C).. (G)

(F) (C) (G) (D) (F) (C) (G) (D)
(F) (C) (G) (D) (F) (C) (G) (D)
(Am) (F) (F#dim) (Am) (F) (F#dim)

(Am)Meel pattharon se meri (F)dosti (F#dim)hai
(Am)Chaal meri kya hai raah (F)jaanti (F#dim)hai
Jaane (Am)rozana (F)... (F#dim)zamana wohi (Am)rozana (F) (F#dim)

(Am)Shehar shehar fursaton ko (F)bechta (F#dim)hoon
(Am)Khaali haath jaata khaali (F)laut’ta (F#dim)hoon
Aise (Am)rozana.(F).. (F#dim)rozana khud se (Am)begana(F)..(F#dim)

(F)Jabse gaanv se main (C)shehar hua
Itna (G)kadva ho gaya ki (D)zehar hua
Main toh (F)rozana(C)
Na chaaha tha yeh (G)ho (D)jaana (F)maine (C)

Ye (G)umrr, waqt, raasta... (D)guzarta raha(F) (C)
(G)Safar ka hi tha main (D)safar ka raha

(F) (C) (G) (D)

(F)Idhar ka hi hoon na (C)udhar ka raha
(G)Safar ka hi tha main (D)safar ka raha
(F)Idhar ka hi hoon na (C)udhar ka raha
(G)Safar ka hi tha main (D)safar ka raha

Main (F)raha.. o (C)o
Main (G)raha... wo.(D)
Main (F)raha.(C).(D)

(F) (C) (G) (D) (F) (C) (G) (D)
(F) (C) (G) (D) (F) (C) (G) (D)



Lyrics

Ab na mujhko yaad beeta
Main toh lamhon mein jeeta
Chala ja raha hoon
Main kahaan pe ja raha hoon
Kahaan hoon?

Iss yaqeen se main yahan hoon
Ki zamana yeh bhala hai
Aur jo raah mein mila hai
Thodi door jo chala hai
Woh bhi aadmi bhala tha
Pata tha
Zara bas khafa tha
Woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi
Woh rasta puraana jisey yaad aana
Zaroori tha lekin jo roya mere bin
Wo ek mera ghar tha
Puraana sa darr tha
Magar ab na main apne ghar ka raha
Safar ka hi tha main safar ka raha

Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
Safar ka hi tha main safar ka raha

Main raha… o o
Main raha… wo o
Main raha

Meel pattharon se meri dosti hai
Chaal meri kya hai raah jaanti hai
Jaane rozana… zamana wohi rozana

Shehar shehar fursaton ko bechta hoon
Khaali haath jaata khaali laut’ta hoon
Aise rozana.. rozana khud se begana…

Jabse gaanv se main shehar hua
Itna kadva ho gaya ki zehar hua
Main toh rozana
Na chaaha tha yeh ho jaana maine

Ye umrr, waqt, raasta.. guzarta raha
Safar ka hi tha main safar ka raha

Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
Safar ka hi tha main safar ka raha

Main raha.. oo
Main raha.. wo
Main raha

Safar ka hi tha main safar ka raha
Safar | Jab Harry Met Sejal | Guitar Chords | Strumming Pattern Safar | Jab Harry Met Sejal | Guitar Chords | Strumming Pattern Reviewed by Admin on June 14, 2019 Rating: 5


No comments:

Powered by Blogger.