Bekhayali Guitar Chords & Strumming Pattern from Kabir Singh is heartwarming emotional song is come from Shahid Kapoor and Kiara Advani’s starrer movie Kabir Singh. The song is sung by Sachet Tandon and music is composed by musical duo Sachet-Parampara while Bekhayali lyrics are written by Irshad Kamil.
Song: Bekhayali
Movie: Kabir Singh
Singer: Sachet Tandon
Music: Sachet - Parampara
Lyrics: Irshad Kamil
Music Label: T-Series
Strumming Pattern: D UDUD UDUD or D UUD UUDD
Bekhayali Guitar Chords & Strumming Pattern Progression:
(Am)Hmm (F)mmm (G)mm
(Am)Hmm (F)mmm (G)mm
(Am)Bekhayali mein bhi (Em)tera (F)Hi khayaal (G)aaye
(Am)Kyun bichhadna hai (Em)zaroori(F)ye sawaal aa(G)ye
Teri naz(Dm)deekiyon (F)ki khushi(Am)behisaab (Em)thi
Hisse mein (Dm)faasle (F)bhi tere(Am)Bemisaal aaye
Play simply DDD Strokes
Main (Am) jo tumse door (Am) hoon
Kyun (Am) door main (F) rahoon
(F)Tera guroor (G)hoon (Dm)aa
(Am)Tu faasla mita
Tu khwaab sa (F)mila
Kyun khwaab (G)tod (Dm)doon
(Am)Hmm mm mmm (F)mm (G)Hoo oo oo (Em)oo
(Am)Hmm mm mm (F)mm Hooo oo (E7)oo oo
(Am)Bekhayali mein bhi (Em)tera (F)Hi khayaal (G)aaye
(Am)Kyun bichhadna hai (Em)zaroori(F)ye sawaal aa(G)ye
Thoda sa (Am) Main Khafa Ho(F) gaya (G)apne aap (Em)se
Thoda sa (Am) Tujhpe bhi (F) bewajah (G)hi malaal (Em)aaye
(Am) (F) (Am) (F) (F)
(Am) Hai ye tadpan, (G) hai ye uljhan
(F)Kaise jee(G) loon bina tere
(Am) Meri ab sab (G) se hai annban
(F)Bante (G)Kyun ye khuda mere
(Am)Ooo oo.. (Em)Hmm (F) (Em)
(Am) (G) (F) (Em)
(Am)Ye jo log-baag hain
(Am)Jungle ki aag (F) hain
Kyun aag mein (G)jalun ..(D)
(Am) Ye nakaam pyaar mein
Kush hain haar haar (F)mein
Inn jaisa kyun banun(Am) oo....
(Am) (F) (G) (F) (E) (F) (Am)
(Am)Raatein (C)dengi bata
(G)Neendon me teri he (D)baat hai
(Am)Bhoolu kaise (C)tujhe
(G)Tu to khayaalo me (D)sath hai
(Am)Bekhaayali (F)mein bhi tera
(Am)hi khayal a(G)ye
(Am)Kyu bichadna (F)hai jaruri
Yeh sawal a(G)ye
(F) (G) (F) (Em)
(F) (G) (F) (Em)
(Am)Najar giraade har ik (G)manzar
(F)Raeth ki tarha bik(G)har rha hai
(Am)Dard tumhara (D)badan me mere
(F)Zehar ki tarha (G)utar (Am)rha hai
(Am)Najar giraade har ik (G)manzar
(F)Raeth ki tarha bik(G)har rha hai
(Am)Dard tumhara (D)badan me mere
(F)Zehar ki tarha (G)utar (Am)rha hai
(Am)Aa zamaane a(F)azma le roothta(G) nahin
(Am)Faasl(F)on se hausla ye (G)toot'ta nahin
Naa hai woh (Dm)bewafa (Am)aur na ma(Em)in hoon bew(Dm)afa
Woh meri aa(Dm)daton ki(G) tarah chho(F)ot'ta nahin
Lyrics
Hmm
Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
Main jo tumse door hoon
Kyun door main rahoon
Tera guroor hoon
Aa tu faasla mita
Tu khwaab sa mila
Kyun khwaab tod doon
Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyun judaai de gaya tu ye sawaal aaye
Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
Hai ye tadpan, hai ye uljhan
Kaise jee loon bina tere
Meri ab sab se hai ann ban
Bante kyun ye Khuda mere
Hmm
Ye jo log baag hain
Jungle ki aag hain
Kyun aag mein jalun
Ye nakaam pyaar mein
Khush hai yeh haar mein
Inn jaisa kyun banun
Raatein dengi bata
Neendon mein teri hi baat hai
Bhoolun kaise tujhe
Tu toh khayalon mein saath hai
Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai
Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai
Aa zamaane aazma le roothta nahi
Faaslon se hosla ye tootta nahi
Naa hai woh bewafa, aur na main hoon bewafa
Woh meri aadaton ki tarah chhootta nahi
Bekhayali | kabir Singh | Guitar Chords | Strumming Pattern
Reviewed by Admin
on
July 01, 2019
Rating:
No comments: